Na jaane kya khatah hui humse
Ke who rooth gaye aur hum maana na sake
Na jaane kya khatah hui humse
Ke who dil se dil mila nasake
Na jaane kya khatah hui humse
Ke who pyar ka ikrar na kar sake
Na jaane kya khatah hui humse
Ke who door chale gaye humse
Kashish toh bahut thi hamare pyar me
Par who nadan the ke samaj na sake
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comment:
Aapka shayarana andaaz bada qatil hai. Dil dimag mein ghar kar deta hai.Quite soulful indeed. Kudos.
Post a Comment